Sad Shayari
In present Era love is very underrated among people they are not able to express their feelings properly to their lovers. So with this content we will help you out in expressing your love. If you are searching for Sad Shayari on internet, then Today I’m going to share with you sad Shayari collection in Hindi and English. Lovers are using sad shayari To express their feelings. Sad shayari is most famous rhyme worldwide. No matter what language people are using for shayari, but in India the Hindi language are using for shayari. I have provided you the large collection of sad shayari you will love this collection you can find many different shayari from below & just choose one of them and share with your loved one. So Friends Read here best sad shayari in hindi like love breakup sad shayari, new sad shayari with image, shayari on sad feelings, latest sad shayari, sad sms picture, sad status, latest sad status for whatsapp, sad message, sad facebook status, sad shayari for girlfriend/boyfriend etc. You can share these Sad Shayaris to your friends, girlfrind, boyfriend, bf. If you do like our collection, don't forget to like/share on facebook and Whatsapp.
Ishq Ki Hamare Bas Itni Si Kahani Hai,Tum Bichhad Gaye Ham Bikhar Gaye,Tum Mile Nahin Aur...Ham Kisi Aur Ke Huye Nahi.इश्क की हमारे बस इतनी सी कहानी है,तुम बिछड गए हम बिख़र गए,तुम मिले नहीं और...हम किसी और के हुए नही।
Shikayat Hai Unhen Ki,Hamen Mohabbat Karna Nahi Aata,Shikawa To Is Dil Ko Bhi Hai,Par Ise Shikayat Karna Nahin Aata.शिकायत है उन्हें कि,हमें मोहब्बत करना नही आता,शिकवा तो इस दिल को भी है,पर इसे शिकायत करना नहीं आता।
Tumko Chhupa Rakha Hai In Palkon Me,Par Inko Ye Batana Nahin Aaya,Sote Huye Bheeg Jaati Hain Palke Meri,Ab Tak Dard Chhupana Nahin Aaya.तुमको छुपा रखा है इन पलकों मे,पर इनको ये बताना नहीं आया,सोते हुए भीग जाती हैं पलके मेरी,अब तक दर्द छुपाना नहीं आया।
Jab Milo Kisi SeTo Jara Door Ka Rishta Rakhna,Bahut Tadpaate HainAksar Seene Se Lagaane Waale.जब मिलो किसी सेतो जरा दूर का रिश्ता रखना,बहुत तङपाते हैअक्सर सीने से लगाने वाले।
Ab Tujhse Shikayat Karna,Mere Haq Me NahinKyuki Tu Aarzoo Meri Thi,Par Amanat Shayad Kisi Aur Ki.अब तुझसे शिकायत करनामेरे हक मे नहीं,क्योंकि तू आरजू मेरी थीपर अमानत शायद किसी और की।
Ajeeb Hai Mahobbat Ka Khel,Ja Mujhe Nahi KhelnaRooth Koi Aur Jaata Hai ,Toot Koi Aur Jaata Hai.अजीब है महोब्बत का खेल,जा मुझे नही खेलना,रूठ कोई और जाता हैटूट कोई और जाता है
Use Gairon Se Baat Karte Dekha To Thodi Takalif Hui,Phir Yaad Aaya Ham Kaun Sa Uske Apne The.उसे गैरों से बात करते देखा तो थोड़ी तकलीफ हुई,फिर याद आया हम कौन सा उसके अपने थे।
Ye Meri Mahobbat Aur Uski Nafrat Ka Mamla Hai,Ai Mere Naseeb Tu Beech Mein Dakhal-Andaji Mat Kar.ये मेरी महोब्बत और उसकी नफरत का मामला है,ऐ मेरे नसीब तू बीच में दखल-अंदाज़ी मत कर।
Na Jane Kis Baat Pe Wo Naraj Hain Hamse,Khwabon Me Bhi Milta Hoon To Baat Nahi Karti.ना जाने किस बात पे वो नाराज हैं हमसे,ख्वाबों मे भी मिलता हूँ तो बात नही करती।
Sochta Raha Ye Raatbhar Karavat Badal Badal Kar,Jane Wo Kyu Badal Gaya, Mujhko Itna Badalkar.सोचता रहा ये रातभर करवट बदल बदल कर,जानें वो क्यों बदल गया, मुझको इतना बदल कर।
Bahut Dar Lagta Hai Un Logo Se Jo...Bato Mein Mithas Aur Dilo Mein Jahar Rakhte Hain.बहुत डर लगता हैं उन लोगो से जो...बातो में मिठास और दिलो में जहर रखते हैं।